Ghum deny wale be Ajnabi nai hote
Tuesday, July 28th, 2009->
ghar men basne waly , Ajnabi nai hotey
Har waqt yad Any waly Ajnabi nai hote
Khushi dene wale to apne hote hen par !
Ghum deny wale be Ajnabi nai hote
->
ghar men basne waly , Ajnabi nai hotey
Har waqt yad Any waly Ajnabi nai hote
Khushi dene wale to apne hote hen par !
Ghum deny wale be Ajnabi nai hote
Zindagi Nadan hai isi liye Chup hon
Dard hi dard ha subha sham isi liye chup hon
Keh don zamane se dastan apni
Per is me aye ga tera nam isi liy chup houn
Kashti b nhi badli,darya b nhi badla,
or doobnay waloon ka jazba b nai badla,
Hay shok-e-safar aisa,
ik umar say yaro, manzil b nhi payi rasta b nhi badla..
Kaash k usay chahnay ka Arman na hota,
Main hosh main hote howay anjaan na hota,
Yeh pyaar na hota kisi patthar dil se hamain,
Ya koi patthar dil insan na hota
Alvida keh ke jab koi ankhon se door jata hai,
Ankhen dekhti rehti hain lekin dil majbor hota hai.
koi kahe na kahe zuban se magar,
Dil main dard zoror hota haiā¦
Mere dil main tha thikana uska,
Do qaddam usse aaya na gaya,
Mainne kaha kyon tor diya wada mera?
usne hans kar kaha bas nibhaya na gaya.
Bewafa woh nahi hum hi kharab thay,
Zaher ki zaroorat nahi mar jayienge judai k azab se,
Kaanton ki chubhan mehsoos he na hoi,
kayoun k pyaar itna tha us gulab se.
Chand uttra tha hamary aangan main sitaroo ko gawaara na hua
hum b sitaroon se kiya gila kary jab chand hi hamara na hua