khushyoun ki barish
Thursday, July 8th, 2010->
Barish ki tarah tum py baristi rahain khushyan,
Har boond teray dil se har ik gham ko meta de.!!.
Aameen.
->
Barish ki tarah tum py baristi rahain khushyan,
Har boond teray dil se har ik gham ko meta de.!!.
Aameen.
*Dua
*Koi Zabt Dey Na Jalaal Dey
Mujhay Sirf Itna Kamaal Dey
Main Har Ik ki Sada Banoon
Kay Zamana Meri Misaal dey
TERI Rehmaton Ka Nazool Ho
Meri Mehnato Ka Sila Milay
Mujhay Maal O Zarr Ki Hawas na Ho
Mujhay Bas TU Rizq e halaal Dey
Meray Zehan main TERI fikr Ho
Meri Saan Main TERA Zikr Ho
TERA Khauff Meri Nijaat Ho
Sabhi Khauff Dil se Nikaal Dey
TERI Baargah Main AYE KHUDA!
Meri Roz O Shab hay Yehi DUA
TU Raheem Hay TU Kareem hain
TU Sabhi Bala’on Ko Taal Dey
*Dua
*Koi Zabt Dey Na Jalaal Dey
Mujhay Sirf Itna Kamaal Dey
Main Har Ik ki Sada Banoon
Kay Zamana Meri Misaal dey
TERI Rehmaton Ka Nazool Ho
Meri Mehnato Ka Sila Milay
Mujhay Maal O Zarr Ki Hawas na Ho
Mujhay Bas TU Rizq e halaal Dey
Meray Zehan main TERI fikr Ho
Meri Saan Main TERA Zikr Ho
TERA Khauff Meri Nijaat Ho
Sabhi Khauff Dil se Nikaal Dey
TERI Baargah Main AYE KHUDA!
Meri Roz O Shab hay Yehi DUA
TU Raheem Hay TU Kareem hain
TU Sabhi Bala’on Ko Taal Dey
NiKal KeR Dil Se Tere Waste Sada Aai
Uthay Haath Tou Yaad Ek Dua Aai
K Teri Umar Ko Dunya Ki Umar Lag Jaye
Waqt Saal Giany Aur Gin Gin K Thak Jaye
Aapki zindagi ka har pal nayab hojaye,
Aaap k dil ki kaali khil kar GULAB hojaye,
Jin par barsti ho KHUDA ki khass REHMAT,
In hastiyoon main aapka intkhab hojaye.
Muskuraati sada teri hayaat rahe.
tere kadmon me saari kaayenaat rahe..
kabhi ghum na aaye zindagi me tere.
khushi aur tera umar bhar ka saat rahe.
Har Qadam Pe Farishton Ka Lashker Ho Sath Tere,
Har Qadam Pe Teri Hifazat Khuda Kare,
Ho Tuje Nasib Esa Uruj Dunya May.
K Asman Bhi Teri Qismat Pe Naz Kare.
Meri rahon ke
Jo jugnu hein
Wo tere hein..
Teri rahon k
Jo andherey hein
Wo mere hain..
Chu sakta Nahi
koi gum tujhko
Q k..
Tujh par duaon k jo
pehrey hein
Wo mare hein..
submitted by apnayaar.com