Happy New year.
Friday, December 28th, 2007->
Naye saal aaye banke ujale,
Khul jaye aap ki kismat ka tale,
Hamesha aap pe rahe meherban Oparwale,
Chand tare bhi aap pe hi rosni dale.
Happy New year.
->
Naye saal aaye banke ujale,
Khul jaye aap ki kismat ka tale,
Hamesha aap pe rahe meherban Oparwale,
Chand tare bhi aap pe hi rosni dale.
Happy New year.
Is Naye Saal mai..
Jo tu chahe wo tera ho,
Har din khubsoorat aur ratain roshan ho,
Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar,
Naya Saal Mubarok ho tuje mere Yaar.
Bith gaya jo saal, Bhul jayye,
Is Naya Saal ko Gale lagaye,
Karte hai dua hum Rab se sar jhukake…
Is Saal ka Sare Sapne poore ho Aapke.
*NAYA SAAL MUBARAK*
Sabke Dilo mai ho sabke liye Pyar,
Aanewala har din laye Khusiyo ka Tyohar,
Is ummid ka sath aao bhulke sare Gum
New Year 2008 ko Hum Sab kare WEL-COME!