bus or larki
Wednesday, May 21st, 2008->
Boy: BUS aur LARKI
aik jaisi hoti hain,
1 jaati hai to doosri aa jati hai.
Girl: RAKSHAY aur LARKAY
ek jaisay hotay hain,
1 ko bulao 4 chale aate hain….
->
Boy: BUS aur LARKI
aik jaisi hoti hain,
1 jaati hai to doosri aa jati hai.
Girl: RAKSHAY aur LARKAY
ek jaisay hotay hain,
1 ko bulao 4 chale aate hain….
Larka: aik larki ko cherte huwe kahta hai k jan-e-man is dil mai a jao.
Larki: sandil utaroo kia?????
Larka:jan-e-man ye dil hai koi masjid nahi sandil pahan kar hi ajao…..
Girl in a party to a man: Excuse me sir kia aap mere FACE se 1 cheez hata sakte hain?
Man (KHUSH hoe huye): HAAN haan Zaroor bolo kia?
Girl: Manhoos aadmi apni nazrien.
Larki Pehli Baar Larke k Saath Uski Car Main Drive Par Nikli
Wo Ek Sunsaan Road Se Guzarne Lagey Tou
Larki Ne Poocha :
Kia Tum Sirf Ek Haath Se Drive Kar sakte Ho ?
Larka Khushi Se Bola : Haan Haan Kion Nahi . . .
Larki : Theek Hai, Ye Lo Tissue Paper Aur Apni Naak Saaf Kerlo….
Boy: Jaaneman, is dil mein aaja!
Gal: Sandal utaaroon kya?
Boy: Are pagli, yeh koi mandir thodi hai, aise hi aaja!
submitted by apnayaar.com
Boy : Chalo Darling, jungle main chaltey hain ….
Girl : Nahi tum tanhai mian ghalat faida uthaoo gey …
Boy : Nahi DArling Allah ki kasam kuch nahi karoon ga …
Girl : Haaaa haye, jab kuch karna he nahi to jungle main jaanay ka
kiya faida.
submitted by apnayaar.com
Girl:m tumhry lye sub kuch chor du gi
Boy: ma baap
Girl:Yes
Boy: khana penna
Girl: Yes
Boy: sari dunya
Girl: Yes
Boy:Star Plus
Girl: Chalo Chalo apni shakal dekhi hai..
submitted by apnayaar.com
Bet btween boy and girl
(both playng ludo)
BOY: agr 1,2,3,4,5 aya to
I’ll kiss U
Girl: agr 6 aya to?
Boy: kabhi ludo nai kheli kya? 6 aya to dubara bari!
Submited by apnayaar.com