Mere dil main tha thikana uska,
Do qaddam usse aaya na gaya,
Mainne kaha kyon tor diya wada mera?
usne hans kar kaha bas nibhaya na gaya.