Khuda aaj to yeh faisla kar dy,
us ko mera ya mujy us ka kar dy,
bohat dukh sahy hain mein ny,
koi khushi ab to muqader kar dy,
buhat mushkil lagta hy tum sy dor rehna,
ab to mery khuda fasloon ko kam kar dy,
nahi likha agar mere “NASSEB”mein tumhara pyar to,
khatam kar ZINDAGI or mujhy “FANAA” kar dy.
Submited by apnayaar.com