Kab kon kisi ka hota hai
->
Kab kon kisi ka hota hai
Yeh sab jootay rishtay natay hain
Sab dil rkhnay ki batain hain
Sab apna asal chupatay hain
Ikhlas k jootay log yahan
Lafzon k teer chalatey hain
Ik bar nigahon mein bas kr
phir sari umer rulatey hain. . .


