Is dasht k sehra may
->
Ek dasht k sehra may…
yun nikal chala may…..
Nahi maloom kyo chal dia may…
Ek dasht k sehra may…
Na adam na adam ki ulaad…
Phir bhi chal dia may….
Ek dasht k sehra may…
Chaltay chaltay ruk gaya may….
Ek soch may perd gaya may….
Ek dasht k sehar may…
kar gaya koi muj say pehal…
Apni ek nishani chor gaya ….
Ek dasht k sehra may…
kia tha pata usko mera thikana…
Zalim duniya k bad kha chala ho may…
ek dasht k sehar may…
JO mujko paigam dae gaya…
ek nishani chor gaya…
Ek dasht k sehra may…
woh mujko apna kara gaya…
Ek yaqeen sa dila gaya…
Ek dasht k sehra may…
Ab na bhook ki aas hai…
na piyaas ki talash hai…
ek dasht k sehra may…
Han ab tu bus ushi ka intizar hai…
Is dasht k sehra may…
Is dasht k sehra may…


